Stand-up comic Zakir Khan is back with his most recent comedy series Kaksha Gyarvi. In this show, he takes an amusing stand on the encounters he has had being a piece of an all-boys school.

He begins off with a major issue.

We all have confronted that minute when our folks expressed their desire open a social media account.

#1.

Recently thodi problem ho gayi hai ghar mein.  It is very personal. We all need to talk about it.  This is very serious. Papa Facebook pe aa gaye hai.

#2.

Phir hum sab aaye 6th ke baad alag campus mein.  Ye alag hi mahual tha bhaisaab. Kisi NRI cousin ko  imagine karo apne, use utha ke Gangs of Wasseypur mein daal do. Uski jo phategi.

#3.

Apan aaye the boys school se.  Apan school me enter karein, ek alag hi tarah  ki meethi meethi si bheeni bheeni si  khushboo aa rahi thi.

#4.

Aadmiyon ke sath ek chutiyapa hai jiski  vajah se duniya ki 99.99% problems ho  rahi hai uska naam hai male ego.

#5.

Ek baar toh humne pankha mod diya.  Kye mod diya humein nahi pata.