Bollywood Industry have given us many wonderful movies and some of them are very precious to us. There are some movies which are like gems because everything in that film is top notch. But dialogues are the one which makes the film more fascinating and engrossing.

There are some of the best iconic dialogues ever spoken in the Bolly Films-

#1. “Don ka intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai, Sonia. Lekin itna jan lo ki Don ka pakadna mushkil hi nahi, namumkin hai.”

#2. “Pushpa, I hate tears.”

#3. “Kanoon andha hota hai, judge nahin.”

#4. “Kaun kambakth hai jo bardasht karne ke liye peeta hai? Main toh peeta hoon ke bas saans le sakoon.”

#5. “Kaun kehta hai aasman mein suraakh nahin ho sakta. Ek patthar toh ucchal ke dekho yaaron.”

#6. “Mogambo khush hua.”

#7. “Jab tak iss desh mein cinema hai, log chutiya bante rahenge.”

#8. “Beta tumse na ho payega.”

#9. “Pata hai, yahaan se bahut door, galat aur sahi ke paar ek maidan hai. Main wahaan milunga tujhe.”

#10. “Rishte mein toh hum tumhare baap hote hain, naam hain Shahenshah.”

#11. “Jo darr gaya, samjho mar gaya.”

#12. “Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahi woh paani hai. Jo desh ke kaam na aaye, woh bekaar jawaani hai.”

#13. “Babumoshai, zindagi badi honi chahiye lambi nahi.”

#14. “Bewakoof aur chutiye mein dhaage bhar ka farak hota haiga bhaiya. Dhage ke ingay bewakoof aur ungay, chutiya. Aur jo dhaaga kheeche lo, to kaun haiga bewakoof aur kaun haiga chutiya, crore rupiye ka prasan hai bhaiya.”

#15. “Main apni sabse favourite hoon.”

#16. “Saala desh ke liye daude kisi ne na poocha. Abhi baaghi ban gaye hain to sabhi naam jap rahe hain.”

#17. “Kuch jeetney ke liye kuch harna bhi padta hai. Aur haar kar jeetney wale ko baazigar kehte hain.”

#18. “Baap ka, dada ka, bhai ka, sab ka badla lega re tera faizal.”

#19. “Insaan naam mein mazhab dhoond leta hai.”

#20. “Jab tak todenge nahi, tab tak chodenge nahi.”

#21. “Yaadein mithai ke dibbe ki tarah hoti hain. Ek baar khula to sirf ek tukda nahi kha paoge.”

#22. “Mera haal na Gupta uncle ke jaise ho gaya hai. Gupta uncle ko na cancer ho gaya tha. Unhone kabhi sharab nahi pi, cigarette nahi pi, phir bhi cancer ho gaya. Isse achcha toh pi hi lete.”