As people who love words and refrains, we generally acknowledge extraordinary lines and shayari that actors or actresses use in their motion pictures. We are excited subsequent to tuning in to that one line and it generally remains with us.

Most sentimental movies had a great deal of these lines that turned into the spirit of the film individuals still love to utilize these lines. Here are probably the best movies and the sentimental lines or shayari that they gave us.

#1.

Lahu luhaan hua hai falak, yeh kaisa loha pighla hai, ek sooraj doob gaya peeche, ek sooraj samne nikla hai.

#2.

Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saajish ki hai.

#3.

Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaye, tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye.

#4.

Mohabbat, humne maana zindagi barbaad kar deti hai... yeh kya kum hai marr jaane pe duniya yaad karti hai.

#5.

Joh taar se nikli hai, woh dhun sabne suni hai, joh saans pe guzri hai, woh kis dil ko pata hai.

#6.

Aap humein bhool jao, humein koi gham nahin, jis din humne aapko bhula diya, samajh lijiyega iss duniya  mein hum nahin.

#7.

Tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah ab tera zikr  hoga ibadat ki tarah.

#8.

Hum mein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kum tha.

#9.

Humse door jaoge kaise, dil se hum mein bhulaoge kaise hum woh khushboo hai joh saason mein bastein hai, khud ki saason ko rok  paoge kaise.

#10.

Dono gham se guzrein ya guzrein khushi se, jahan se bhi guzrein, guzrein apni khushi se.

#11.

Teri zulfon se chhanti aati bulb ki roshni ko dekh aisa laga, jaise kisi jharoke se chaand jhaank raha ho.

#12.

Aap bhi itna samajh lein mujhko samjhane ke baad, aadmi majboor ho jaata hai dil aane ke baad.

#13.

Har ishq ka ek waqt hota hai, woh humara waqt nahin tha. Par iska yeh matlab nahin ki woh ishq nahin tha.

#14.

Badi muddat se mere dil mein ek tasveer behti hai, teri zulfon ki chaanv mein meri taqdeer behti hai.

#15.

Paal le koi rog nadan zindagi ke vaaste sirf sehat ke sahare zindagi katti nahi.

#16.

Basa kar dilon ko mittati hai duniya hasa kar hamesha rulati hai duniya.

#17.

Aag suraj mein hoti, jalna zameen ko padta hai mohabbat nigahein karti hai tadapna dil ko padta hai.

#18.

Tu saath hokar bhi saath nahi hoti ab toh rahat mein bhi rahat nahi hoti.

#19.

Unki gali mein hum aaye ajeeb ittefaq hai phool toh pheka unhone magar gamla bhi saath hai.

#20.

Bachpan se aaj tak is shehar ne har haq diya  lekin dekho baat pyar ki aayi toh sautela kar diya.

#21.

Jis mehfil ne thukraya humko, kyun us mehfil ko yaad kare aage lamhe bula rahe hai, aao unke saath chale.