Hothon se chhu lo tum, mera geet amar kar do…

Each time I tune in to this song, I understand how profound and deep the melodies from the late 90s used to be. Their verses were so meaningful that it used to touch our hearts as well as our souls.

What’s more, it wasn’t only the tunes, but the singers, whose heartfelt voice brought the verses with more profound implications. One such singer was the King of Ghazals, Jagjit Singh.

On this day, seven years after his death, here are some meaningful lines from his most acclaimed ghazals:

#1.

Badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai Dhadak aahista se, eh dil mohabbat ka safar hai.

#2.

Hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai Ishq ki jaye phir samajhiye zindagi kya cheez hai.

#3.

Aaj phir dil ne ik tamanna ki Aaj phir dil ko humne samjhaya.

#4.

Tum chale jaoge to sochenge humne kya khoya humne kya paya Zindagi dhoop tum ghana saaya Tumko dekha to yeh khayal aaya.

#5.

Na umr ki seema ho Na janm ka ho bandhan Jab pyaar kare koi To dekhne keval mann.

#6.

Ek aah bhari hogi hamne na suni hogi Jaate jaate tumne awaaz to di hogi Har waqt yehi hai gham, us waqt kaha the hum Kaha tum chale gaye.

#7.

Tirche-tirche tar nazar ke lagte hain Sidha sidha dil pe nishana lagta hai Tera chehra kitna suhana lagta hai Tere aage chaand purana lagta hai.

#8.

Tere ane ki jab khabar mehke teri khushboo se sara ghar mehke.

#9.

Tu nahi to zindagi mein aur kyaa reh jayega Duur tak tanahiyoon ka silsila reh jayega.

#10.

Muh ki baat sune har koi dil ke dard ko jaane kaun Aawazon ke baazaron mein khamoshi pehchaane kaun.

#11.

Raah chalte huve aksar yeh ghumaan hota hai Woh nazar chupke mujhe dekh rahi ho jaise.

#12.

Jaanta hoon aapko sahare  ki zarurat anhin Main sirf saath dene  aaya hoon.

#13.

Mohalle ki sabse nishaani purani Wo budhiya jise bachche kehte the naani Wo naani kee baaton mein pariyon ka dera Wo chehre ke jhuriyon mein sadiyon ka phera.

#14.

Kadi dhoop mein apne ghar se nikalna Wo chidiya wo bulbul wo titli pakadna Wo gudiya ki shaadi pe ladna jhagadna Wo jhoolon se girna, wo gir ke sambhalna.

#15.

Ye daulat bhi le lo, ye shohrat bhi le lo Bhale cheen lo mujhse meri jawaani Magar mujhko lauta do bachchpan ka saawan Wo kagaz ki kashti wo barish  ka pani.