It was a revolutionary movie that pumped our hearts with patriotism. It has inspired the youth of the nation to come forward and show the patriotic feelings. All the characters of the film were ideal and powerful. The dialogues written by Prasoon Joshi were remarkable and brought goose-bumps.

There was not even a single person who have watched this film and did not got the feeling of nationalism.

Here are some of the best words attached in string that makes us proud:

#1. Zindagi jeene ke do hi tarike hote hai… ek jo ho raha hai hone do, bardaasht karte jao… ya phir zimmedari uthao use badalneki.

#2. Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahin woh paani hai… joh desh ke kaam na aaye woh bekaar jawani hai.

#3. College di gate de is taraf hum life ko nachate hai… te duji taraf life humko nachati hai.

#4. Ek pair past mein hai teh ek pair future mein hai… tabhi toh hum aaj pe moot rahe hain.

#5. Koi bhi desh perfect nahin hota… use behtar banana padta hai.

#6. Baap ka paisa hai… pade pade sudd jata hai.

#7. Tum system ko badlne ki koshish karte ho… yeh system khud tumhe badalta hai.

#8. Fasadi nahi woh krantikari hai… unhe krantikari kahiye.

#9. Jo log uncha sunte hai unhe dhamake ki zarurat hati hai.

#10. Maine apni zindagi desh ki azadi ke naam kar di hai.

#11. Mujhe hamesha lagta tha ki duniya mein do tarah ke insaan hote hain… ek joh chupchap maut ka daman thaam lete hain… aur doosre joh rohe chilaate maut ki taraf badhte hai… aur phir main teesre kisam ke insaanon se mila.

#12. Jo log khud videshi banna chahte hain, unmein aap sachhe krantikari dhoond rahi hain?